[Insomniac Dreams]
Khalish pe Gaalib yaad aa gaye:Ab meih samjha tere teer-e-neemkash ko , yeh khalish kaha se hoti, jo jigar ke paar hota...Agar or zinda rehte yehi intezar hota
Correction:Koi mere dil se poochhe tere teer-e-neemkash koYeh khalish kahan se hoti jo jigar ke paar hota:-)
Vo jo aks rang-e-Hilaal thi, wo jo aap apni misaal thi,Mujhe aaj tak hai khalish yahi, tujhe wo ghazal na suna saka-- Helaal FareedAe yaad-e-yaar dekh ki ba-vasf-e-ranj-e-hijr,Masruur hein teri khalish-e-na-tavaan se hum -- Hasrat MohaniMy favorite:Ek khalish ko haasil-e-umr-e-ravaan rehne diya,Jaan kar humne unhe naa meherbaan rehne diya--- Adeeb SaharanpuriRead at: rekhta.org
Post a Comment
3 comments:
Khalish pe Gaalib yaad aa gaye:
Ab meih samjha tere teer-e-neemkash ko , yeh khalish kaha se hoti, jo jigar ke paar hota...
Agar or zinda rehte yehi intezar hota
Correction:
Koi mere dil se poochhe tere teer-e-neemkash ko
Yeh khalish kahan se hoti jo jigar ke paar hota
:-)
Vo jo aks rang-e-Hilaal thi, wo jo aap apni misaal thi,
Mujhe aaj tak hai khalish yahi, tujhe wo ghazal na suna saka
-- Helaal Fareed
Ae yaad-e-yaar dekh ki ba-vasf-e-ranj-e-hijr,
Masruur hein teri khalish-e-na-tavaan se hum
-- Hasrat Mohani
My favorite:
Ek khalish ko haasil-e-umr-e-ravaan rehne diya,
Jaan kar humne unhe naa meherbaan rehne diya
--- Adeeb Saharanpuri
Read at: rekhta.org
Post a Comment