Wednesday, August 16, 2006

Kanha

I was five years old, when I asked mom what my name meant. "Radha," she told me "Kanu means Krishna, and Priya means beloved, so Kanupriya means the beloved of Krishna, that is - Radha.
So, on Janmashtami, here's to my beloved, Krishna - Happy B'day!
And for all Krishna devotees, here's a beautiful collection of pics (from the net) -


.


.

.

(This one's my fav!)

.

.

.

.

7 comments:

The Thinker said...

photos to dekho. such a flirt :-p

Kanupriya said...

yeah, the greatest flirt ever! :D

The Thinker said...

Radha busy rahegi to Krisn kya jhak maarega? :-p

Kanupriya said...

Radha kab busy thi bhala? :-o

aur agar thi bhi, to Krishna ko intezaar karna chahiye tha [-(

The Thinker said...

Radha ke paas koi kaam nahin tha kya? busy raha karti thi woh, mujhe pata hai [-(

Krishn intezaar hi to karta tha. bas, kuchh aur ladkiyon ke saath :-p

btw, did you check the blog of this new profile? ;-)

Kanupriya said...

tumhe kaise pata Radha ke baare mein? tumhari saheli thi kya?

Krishna ko to bas flirting se matlab tha [-(

I can't access the blog :-s

Anonymous said...

[urvai se udkar jaise meghon se kuch kahti ho,
bahla-fuslakar unhe manakar mere hriday tak tum lati ho,
phir kahti hai barso, amrit varsha ki nischal dhaar bano,
aur chup jati ho vrindavan me lekar bansuri surbala.

natkhat makhanchor kanhaiya tumne naam diya,
aur jag ne radheshyam kahkar mujhe maan liya,
pitambar nandlal kisna, jamuna ne jab sor machaya,
chupa kar mujhe is aanchal me bacha liya phir surbala.

kidhar gaya re more kanha, jamuna kinare tum sor machati,
jamuna ki un lahron par, tumri boli meethi mil jaati,
bansi se ras barsata radha ke sang hi toh rahta hai kanha,
aur mohe dekh kar sarmati shyamvarna meri surbala.

---------
Just thought about writing these lines when browsing throug blogs and seen these pics.
Rahul

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...